Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal - Train Search + Time-Tables + Avl Calendar + Forum

Railgarion ki Devi, Nanda Devi AC ko pranaam - Sunaina Malhotra

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 1739782
Posted: Feb 15 2016 (19:15)

8 Responses
Last Response: Feb 16 2016 (08:59)
Rail News
39381 views
4

Other News
SECR/South East Central
Feb 15 2016 (13:17)   अमरकंटक व सारनाथ एक्सप्रेस नहीं आएगी बिलासपुर
 

asingh601~   39 news posts
Entry# 1739782   News Entry# 257378         Tags   Past Edits
बिलासपुर(निप्र)। रायपुर से कटनी रेलखंड की ओर जाने वाली कुछ ट्रेनों का बिलासपुर स्टेशन में स्टापेज समाप्त कर उसलापुर स्टेशन में दिया जा सकता है। इससे...

3 Posts

27685 views
0

Feb 15 2016 (23:31)
asingh601~
asingh601~   2834 blog posts
Re# 1739782-4              
sir ji isme meri kya galti hai Railway is baat ko utha raha hai and yahan comment karne se ham Railway ke faisle ko nahi badal sakte hain baki amarkantak aur sarnath jaisi prestigious trains ka agar Baypass deta hai to ek to reversal bachega aur dusra 30 minute ka bachat hoga aur ek alternative bhi BSP ka station banega jisko develop karne se BSP station se nai trains di jaa sakegi aur BSP ko trains handle karne me dikkat nahi hogi filhaal me BSP jitna aap soch rahe hain us se kahi jyada congested hai just ek baar check kariye total trains ka detail jo depart aur arrive karte hain bsp me aur haan BSP me Crue aur saaf safai bhi hota hai to unka bhi time se station ka ek pf bahut jyada busy ho jata hai.
Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

45961 views
0

Feb 16 2016 (00:33)
12101JnaneswariSuperDelux
12101JnaneswariSuperDelux   495 blog posts
Re# 1739782-5              
bhai...personal kyun le rha ho yaar...I was just putting forward my opinion. Aapko kuch nahi bol rha hun main. Aur yaar I very well know about BSP station...I know there are a lot of trains but USL is around 10 kms away by road from City. People getting down at 4'o clock in the night will find it very difficult and inconvenient to reach their home from USL. Also they will have to pay a lot for auto. BSP me public transport abhi utna develop nahi hua hai. Point is Sarnath aur Amarkantak jaisi trains ko bypass nahi karna chaahiye. Vaise bhi kaafi trains abhi bypass ho hi rahi hain. Amarkantak aur Sarnath ke timings bhi aise hain jab BSP khali rehta hai...to fir kya jaroorat hai bypass ki. Aur jo baat aap USL development ki bol rhe ho...KTE Murwara ko 3-4 years ho chuke hain...uska koi development nahi hai. USL...
more...
ko develop hone me kam se kam 2-3 saal to jaroor lagega.

Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

43988 views
1

Feb 16 2016 (02:30)
asingh601~
asingh601~   2834 blog posts
Re# 1739782-6               Past Edits
bhai only point USL SECR me padta hai jo ki bahut hi tezi se kaam karne ke liye jana jata hai, isliye USL develope karne me jyada samay nahi lagega max 1yrs. us se jyada 1.5Yrs. aur USL ab transportation develop ho chuka hai BSP station se 5rs max 10rs lagta hai USL ke liye aur city ke andar se Buses chalti hai sarkari wali aapko kafi sadhan mil jaenge aaram se USL ke liye.
Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

43847 views
1

Feb 16 2016 (02:35)
asingh601~
asingh601~   2834 blog posts
Re# 1739782-7              
lekin bhai tab fir WAP-7 gya dono ka :P ab tak BSP reversal tha isliye tha dono ko kuch bhi dete the Amarkantak ko to fix tha WAP-7 but ab dual et aaenge wdm sidhe durg tak :P ab to ET tak alco fir bhopal ke liye ET WAP4 baki sarnath ke sath wap7 KTE tak jaa sakta hai jaise pehle jate the Amarkantak ke sath.
Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

43454 views
0

Feb 16 2016 (08:59)
hiprasoon   370 blog posts
Re# 1739782-8              
This is in similar way to COI -ALD.
COI is also not developed and badly connected to ALD city. However many train has been diverted through COI Jn.
Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy