Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

Champaran HumSafar Express : इन अजनबी सी राहों में, जो तू मेरा हमसफ़र हो जाये, बीत जाए पल भर में ये वक़्त, और हसीन सफ़र हो जाये. - Piyush Singh

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 4258458
Posted: Mar 12 2019 (11:56)

24 Responses
Last Response: Dec 23 2021 (13:29)
1 Followers
Poll
80021 views
44 votes
1

Mar 12 2019 (11:56)   RNC/Ranchi Junction (6 PFs)
PURVANCHALEXPRE~
PURVANCHALEXPRE~   4336 blog posts
Entry# 4258458            Tags   Past Edits
jharkhand k kon se city k jyada railfan hai pata karte hai
jo jis city se belong karte hai us city ko vote de .
Translate to English
Translate to Hindi
NO vote
Ranchi
9%
4
Tatanagar
25%
11
Deoghar
11%
5
others city comment
11%
5
Bokaro
11%
5
Dhanbad
32%
14

19 Posts

27585 views
1

Dec 22 2021 (20:48)guest
Re# 4258458-20              
passenger trains me jasidih aur madhupur number1 2 hai.
agar overall traffic dekhe to gomoh chakradharpur ye dono me se koi no 1 hoga.
Translate to English
Translate to Hindi

27966 views
0

Dec 23 2021 (11:45)
Amar25~
Amar25~   478 blog posts
Re# 4258458-21              
@4258458-18  @guest
Arey Bhaiya RNC-BKSC k bich karib 25-30 train hai. jis se BKSC ko almost sabhi train me GNWL he milta hai. to kya BKSC bada ho gya DHN se? TATA ko v karib sabhi train me RLWL he milta hai.
aur agar dedicated train ko base le k chal rahe ho to jharkhand me sabse jyada dedicated train Ranchi se hai. Tata esme v top pe nahi hoga.
Tata ko mai chhota station nahi keh raha. Bahut important station hai SER ka aur bada v hai par Ranchi aur Dhanbad se bada
...
more...
nahi kah sakte.. equal status de sakte ho..

Translate to English
Translate to Hindi

27199 views
0

Dec 23 2021 (12:44)
Amar25~
Amar25~   478 blog posts
Re# 4258458-22              
@4258458-20  @guest
mere khyal se chakradhar rail section he hoga. tata aur rourkela , 2 steel plant hai. BKSC ki goods train v jati hai udhar se. passenger train k sath freight ka load v bahut hai us route pe.
Translate to English
Translate to Hindi

29847 views
0

Dec 23 2021 (12:57)guest
Re# 4258458-23              
1. Bhai aap TATA ko RNC ke equivalence pe rakh rahe ho. Ab aise baat sunke koi apse kya hi debate karega. Apko idea ki nahi hai TATA ke bare me fir. Sirf TATANAGAR Jn me jitna railway asset hoga utna pura RNC division me nahi hoga.
Ek baat aap clear karlo bhai SER me Kolkata/KGP ke baad TATA hi hain.
RNC agar TATA ke barabar station hota toh itna orginating trains hone ke bawajut TATA se earning aur footfall ke mamle me itna kaam kyu hain?
2.
...
more...
BKSC DHN se bada ho sakta tha agar ADRA Division usko seriously consider karti toh. RNC ke trains me GNWL aur BKSC me 2-3 pitline bana ke 15-20 orginating trains hone se DHN ko beat kar sakti thi kyun ki ECR DHN ko kuch deta to hain hi nahi.
3. GMO ko underestimate la kare. Grand Chord me average har 8-10 minute me ek maalgadi jati hain aur Gomoh me Adra, Bokaro, Dhanbad, Katrasgarh side se pura freight traffic rehta hain. CKP me vi bahut load hain TATA-CKP aur PRR-CKP aur CKP-ROU ke bich. Isiliye

Translate to English
Translate to Hindi

29298 views
0

Dec 23 2021 (13:29)
Amar25~
Amar25~   478 blog posts
Re# 4258458-24              
@4258458-23  @guest
1. Bhai jab mai number of trains and passenger revenue ko leke dhanbad ki baat kar raha tha to aap dedicated train ki baat karne lage. jab mai dedicated train ko leke RNC ki baat kar raha to aap wapas revenue pe aa gaye.
RNC ka to mujhe v pata hai TATA k equal passenger strength nahi hai. RNC ki train RNC+BKSC mila k full hoti hai. Par baat SER ki nahi Jharkhand state ki ho rahi thi usme DHN v aata hai par wo ECR me hai.

2.
...
more...
GMO ko mai underestimate nahi kar raha tha. Par mujhe laga k shayad CKP rail section pe traffic jyada hoti hogi. anyway..

3. Adra Div se BKSC k logo ko koi ummeed v nahi hai. BKSC fully ECOR aur RNC Div pe dependent hai.

Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy