IR to galtiyaan karte hi rehta hai, aadat jo thehri. Par keval UP waale IR employee hi galtiyaan nahin karte, baaki bhi barabari mein karte hain.
.
Par kuchh arse se, sare kisson ka kewal UP mein hi hona, aur ek sabotage ka attempt 1-2 din pehle pakada jaa chuka hai, yeh sab sabotage ki prabal sambhaavna ka sanket dete hain.
....
more...
Maine aisa nahin kaha ki election ke kaaran hi ho raha hai, iski enquiry karne ko kaha hai, tabhi asli kaaran pakad mein aayega.