bhai kabhi bhi nahi chalti ye kya koi bhi palwal delhi emu....kabhi sahi nahi chalti hai main bohot baar apni train miss kar chuka hu in ki wajah se....jo mujhe nizamuddin ya new delhi se leni hoti hai.....in ka koi iman dharam nahi hota hai.....better hai 2 ghate pehle niklo tab kahin jaa k tym se pahunch paaoge....