third line ka kam chal raha kya 🤔
Posted thru
Follow my Trip
Nahi. Ye Jhalawar/Bhopal wali line hai.
शामगढ़ से कोटा के मध्य चलेगी 2 मेमू ट्रेन, सभी स्टेशनों पर होगा ठहराव।।।
Iska ek hi solution h Haldighati exp karke purane time pe nahi chalana chahiye iska bhi time change karke ise kota se 7.00 bje departure dena chahiye or kota mds exp ko udaipur ke liye chalaye ya ise band hi karde to acha h
Or memu ko udaipur se morning me chalana chahiye taki udaipur se kota log din me jakar aa sake jese Veer bhumi ke rake ko chalaya
Me new MEMU trains ki baat nhi kar raha hu, balki jo passenger trains Lockdown se pahle chal rahi thi unko MEMU se replace karne ki baat kar raha hu..
Wo to bad ki bat h filhal new memu ki bat chal rahi h
New MEMU to kisi bhi haal me nhi chalne wali, dekh lena..
UTS cum PRS for stations of Kota Division of WCR
Posted thru
Follow my Trip
Mere khandip station ka name aaj news me aa gaya, mera Jeevan aaj dhanya ho gaya😍