Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

Ranikhet Express - रेगिस्तान में हरियाली

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 1266181
Posted: Nov 03 2014 (22:52)

38 Responses
Last Response: Nov 20 2014 (19:18)
General Travel
31127 views
9

Nov 03 2014 (22:52)  
 
malemohan
malemohan   189 blog posts
Entry# 1266181              
ऐसी फैसिलिटी हो जाये कि जनरल टिकट मोबाइल से ही बुक हो जाये और टिकट की पेमेंट मोबाइल के मेंन बैलेंस से काट जाये और लाइन में न लगना पड़े तो अच्छा होगा। अगर किसी को कैंसिल करवाना हो तो वो टिकट बुक होने के तीन घंटे के अंदर करवा सकता है।
Translate to English
Translate to Hindi

35 Posts

13299 views
0

Nov 06 2014 (19:38)
malemohan   189 blog posts
Re# 1266181-36              
mehngaai badh rahi hai kehkar har koi har cheez badha deta hai aur jo cheez ek baar badh gayi vo kam usi rate par nahi aati. pehle petrol kitna sasta tha. yeh log kisi cheez par agar 3 rupay badhate hain phir 1 rupay km kr ke kehte hain sasta kr diya sasta kr diya mehngaai km ho gayi. agli baar phir 3 rupay badh jaata hai. 6 rupay badh gaya aur kam hua 2 rupay. 4 rupay mehngaai badh gayi. bhrastachaar hai. humare desh mein kami hai kisi cheez ki. sab bevkuf banate hain. aaj premium train mein dynamic fare charge honge. utni duri ke normal train mein kam paise jaate hain aur ye badha kar lenge. dheere dheere normal trains khatam kr denge aur aaj ye 20 rupay badha kar le rahe hain kal ko 200, 5000 tak bhi lenge. mehngaai badegi achhe din nahi aayenge. balki bure din...
more...
ke liye ulti ginti shuru kr deni chahiye.

Translate to English
Translate to Hindi

13388 views
0

Nov 06 2014 (19:41)
malemohan   189 blog posts
Re# 1266181-37              
desh ko adhunik banana hai, facility chahiye na to do paise phir kya dikkat hai. are private waalo, samvida waalo ki tankhwa kyon nahi badhate phir. log kahan se laaye paise. kaam karna hai to kro itne paiso mein nahi to job ke liye to line lagi padi hai. ye dhamki dete hain.
Translate to English
Translate to Hindi

13348 views
0

Nov 06 2014 (19:45)
malemohan   189 blog posts
Re# 1266181-38               Past Edits
@1266181-34  @guest
Lays ka packet khareedo to to usme hawa zyada hoti hai aur chips kam. ye company waale janta ko bevkuf samajhte hain kya. itne bada packet banane ki kya zarurat hai. waste kyon kr rahe ho. har cheez ki saving kyon nahi krte. online purchasing ki website par mulya 5000 ko kaatkar 3250 ka de rahe hain aisa dekhate hain. ye khud ghate mein rahenge itna sasta dekar. sach to ye hai ki mulya 3250 sasta nahi hai balki aur zyada value likhkar dekhate hain ki kitna sasta kr diya. bevkuf banate hain duniya ke logo ko. ye sab bhrastachaar hai.
Translate to English
Translate to Hindi

10048 views
1

Nov 07 2014 (19:15)
ankushrly
ankushrly   25 blog posts
Re# 1266181-39              
ye sab bade log hain. bade logo ko koi kuch nahi kehta. jo pista hai vo chota hota hai. yeh bhrastachaar kabhi khatm nahi hoga. aur jaisa apne kaha ki aaj 20 rupay mang rahe hain kal ko 200, 5000 tak bhi mangege koi rok nahi sakta hai inhe.
Translate to English
Translate to Hindi

14600 views
0

Nov 20 2014 (19:18)
malemohan   189 blog posts
Re# 1266181-40              
yehi hota hai isliye to har cheez mehngi ho gayi hai, jiska rate ek bar badh gaya uska rate neeche nahi aata.
Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy