Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

Sapt Kranti Express: Ruling the tracks with EMD Power - Keshav Singh

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 1689867
Posted: Dec 24 2015 (13:01)

14 Responses
Last Response: Dec 24 2015 (21:22)
Imaginary
21185 views
1

Dec 24 2015 (13:01)  
 
guest   25 img trains   16 popular
162 net green flags   7 green per Train
Entry# 1689867            Tags  
Manyawaro se nibedan hai ki iss train pe zara dhyaan de. Patna sheher ko zaruraat hai ek aur Rajdhani ki, aur Bhagalpur Munger aur Jamalpur ne bhi Rajdhani ki demand rakhi hai.
Inn sab batoko dhyan me rakhkar maine yeh train banayi hai. Iss train ke hone par pure Sahebganj loop ko ek Rajdhani type train mil jayegi.
Yeh train Howrah Delhi ke teeno rail maarg o pe chalegi jo iss prakar hai :- PNBE-KIUL (Main Line), KIUL-BHP (Sahebganj loop) aur BHP-MGS (Grand Chord).
...
more...
Train route thoda lamba hai but Bangalore Rajdhani aur Bilaspur Rajdhani dono lambe routo pe chalti hai. Train toh paaka hit rahegi.
Aap sab se binti hai ki train ke lambe route ko na dekhe balki iske majhud hone se hone waala faida pe dhyaan de. Bhagalpur ko hote hue jaane waali pehli Rajdhani ko haari zandiyo se sushobit kare.
Dhyanawaad

Translate to English
Translate to Hindi

4 Public Posts - Thu Dec 24, 2015

6839 views
0

Dec 24 2015 (17:19)
guest   632 blog posts
Re# 1689867-5              
Dhanyabaad Sirjee aur agar long route ek issue hota toh Hwh Rajdhani Patna ko hote hue jaati.
Bilaspur Rajdhani ko Nagpur jaane ki kya zaruraat?
Bangalore Rajdhani ko Secunderabad jaane ki kya zaruraat?
Dibrugarh Rajdhani kaha shortest path follow karti na hi Kerela Rajdhani karti hai shortest path?
Agar
...
more...
main apni train ki seat bhar paa raha hu toh shortest path koi issue na hain.
Aur Bhagalpur se hokar ja rahi hai.
Loss toh dur ki baat rush rahegi humesha issme.

Translate to English
Translate to Hindi

9 Public Posts - Thu Dec 24, 2015
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy