Search Forum
Blog Entry# 2134945
Posted: Jan 21 2017 (15:44)
No Responses Yet
No Responses Yet
Bgp Asr sf exp irm ko chalana chahiye,ya bgp (via ldh)fzr sf exp 4 weekly run karwana chahiye kiyon ki bgp ki root me Punjab ki koi trains nahi hone me karan bgp air aas paas ki janta ko bahut paresani hoti hai,bgp ki people ko kahi dur daraj ki station me jakar Punjab ki trains pakarna padta hai kai bar to train chhoor jati hai charh bhi gaya to train me seat ko lekar kaha suni ho jati hai es kite I.R.M.ko bgp Asr sf exp ko hari jandi dena chahiye is aur dhiyan dena chahiye.