Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

You'll find companions wherever you go, when you travel in Trains, family or solo.

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 5063502
Posted: Sep 10 2021 (22:48)

34 Responses
Last Response: Sep 12 2021 (09:41)
General Travel
47817 views
3

Sep 10 2021 (22:48)   02303X/Poorva SF Special (via Patna) (PT) | PRYJ/Prayagraj Junction (Allahabad) (10 PFs)
guest
Entry# 5063502            Tags  
The Most 'Famous' Prayagraj Divison Trolling has been started in Bermuda Triangle. a.k.a PCOI-PRYJ.
02303 takes 1 Hour to Cover 27 Kms. From Bheerpur to Prayagraj Jn.
Translate to English
Translate to Hindi

30 Posts

21650 views
0

Sep 11 2021 (12:10)guest
Re# 5063502-31              
thats the issue bro.. wo PF pe bhi nhi aane dete.. kal 2303 poorva naini bridge ke baad bhi 20 minutes khadi thi home signal pe PRYJ ke
Translate to English
Translate to Hindi

21855 views
1

Sep 11 2021 (12:25)
TouristerDivyanshu^~
TouristerDivyanshu^~   173606 blog posts
Re# 5063502-32              
@5063502-31  @guest
Well..
Mai 1 mahine PRYJ station pe rha hu..
Mene notice kia h..
Last year sep me..
Puru was delay but it was departed 5 min before PR dept..
.
...
more...

Roj scenerio dekhta tha mai
Entry gate pe hi mera stall tha startup ka..

Translate to English
Translate to Hindi

21649 views
1

Sep 12 2021 (06:50)
AmitJha^~   18412 blog posts
Re# 5063502-33              
Main PRYJ pe tha (tab ALD tha PRYJ)
2303 me ticket thi meri..
8pm se PRYJ pe khada tha. wait kar raha tha Poorva ka. LED display usko RT bata raha tha.
NTES pe dekha departed from NYN at 21:20 .. tab 21:50 ho rahe the guess kiya abtak to aa jani chahiye thi..
2417
...
more...
RT nikli.. Poorva ka koi ata pata nahi tha.
22:40 ke aaspas 2367 through nikli PF 1 se.. 2303 ka fir bhi koi pata nahin..
22:55 pe finally Poorva aayi.. PF 4 pe..
bhag daud ke apne coach me gaye. bahut se log so gaye the kuch jaage hue the wo bataye ki Outer pe roke hue tha.. bahut der roka hai kareeb 1hr. fir ek train overtake ki.. (i knew ki wo 2367 thi as wo nikli thi 20 min ago) anyway apni LB pe let gaye. Aage SubedarGanj me 2367 loop thi aur 2303 usko OT maari..

Logic mere samajh me nahin aaya.. Poorva ko rok ke VS se OT khilwa ke PRYJ pe through nikal ke aage again SFG pe loop kar ke fir 2303 ko aage bhejne ka.. jab Poorva 21:20 pe departed from NYN dikha rahi thi us time VS kareeb 65-70kms piche thi. usko najdik hi nahi laye OT tak kar li wo Poorva ka fir aage jakar SFG me loop ho gayi again Poorva OT ki uska..

Reason?? Probably ye sab kar ke 2417 se gap banana tha..


Next example :
Hum 2268 HD me JSME jaa rahe the. almost RT aa gaye the SFG tak.. fir wahan kareeb 45 min khada kar diya.. sirf ek train 2559 nikli CNB ki taraf is 45 min me.. logic ye kahta hai ki SG ko crossover banakar UP line pe aana tha so itni der rokna pada.. lekin reality ye hai ki meri HD ke SFG arrived hote time SG ka PRYJ pe arrival hua bhi nahi tha. 😆

Again aage badhe to PF 4 se through nikle.. PF 1 tak ek dum khali thi.. lekin PCOI aur NYN ke bich 2 trains PRYJ me entry ke wait me khadi dikhi.. jabki PF1.. PF 2.. PF 3.. khali tha. aur meri HD ke nikalne ke baad PF 4 pe shayad 2398 aayi hogi as uska OT ki thi HD..

PRYJ pe congestion hai koi deny nahi karta isko..
4 side se trains aati hain lekin wahan ka managment kharab hai ya fir tha (as COVID era me PRYJ me trains kam atak rahi hain)

CNB.. ET.. NGP.. DDU bhi trains traffic jhelta hai lekin achche managment se mamla sahi rakhta hai.. DDU pe to bahut si trains ka LC bhi hota tha still..

Translate to English
Translate to Hindi

19156 views
0

Sep 12 2021 (09:28)
vis1234rule
vis1234rule   517 blog posts
Re# 5063502-34               Past Edits
Its a daily business for evening trio Brahmaputra,Purushottam and Mahabodhi(always delayed in MZP-PRYJ) . PRYJ seriously needs to overhaul its controlling. There are more busier section in CNB/JHANSI etc, but such thing doesn't happen there.
Translate to English
Translate to Hindi

19479 views
1

Sep 12 2021 (09:41)guest
Re# 5063502-35              
Agree. Sometimes, Yahi controlling sabse best rehti he pryj divison ki.. mujhe lgta he ki kisi ek controller ko traffic manage karne me dikkat hoti hogi. Isliye jab uski duty lgti he to train ki .... lag jati he 😂
Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy