Kolkata - Durgapur (Ranchi) Shatabdi ko to passengers mil nahin paa rahe hain (7CC+1EC coach only), Bullet train corridor ke liye zaroori daily 50,000-100,000 pax kahan se milenge??!!
Agar Kendriya Sarkar se jyaada achcha vikas Bengal Govt. kar rahi hai, to Bullet train ki study and construction bhi chalu karva de. Apne aap ko kendra se jyaada samarthya-wan kehna, aur kendra se hi madad mangna kahan tak uchit hai?