Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

Deccan Queen - मेरे सपनों की रानी

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 1061456
Posted: Apr 17 2014 (17:56)

4 Responses
Last Response: Apr 17 2014 (18:38)
General Travel
1844 views
0

Apr 17 2014 (17:56)   IPR/Islampur (3 PFs)
 
s5sahil~
s5sahil~   13529 blog posts
Entry# 1061456            Tags  
WAH ji WAH.
Station ki picture dekhi to mazaa aa gaya. Station ki na koi building hai, na koi shed hai, aas paas koi building bhi nahi dikh rahi, bejaan sa lag raha hai station. phir bhi NDLS se train chalkar yahaan terminate hoti hai. Aisa kya khaas hai is station pe?
Aksar aise stations ki safai Rajdhani ya Shatabdi apni speed se skip karke kar deti hain. Kaun hai yahaan ka MP jisne aisey remote town ko terminating halt bana diya.
Translate to English
Translate to Hindi

1046 views
0

Apr 17 2014 (17:58)
s5sahil~
s5sahil~   13529 blog posts
Re# 1061456-1              
SB ki pic mein Ek hi aadmi lagta hai, wo bhi jo photo kheech raha hai #SB ki. Usne SB ki picture li to li apni bike bhi dikha raha hai. Wah. Jiyo HERO.
Translate to English
Translate to Hindi

1055 views
0

Apr 17 2014 (18:02)
MKS^~   24660 blog posts
Re# 1061456-2              
Kripya aisa na kahe.
Ek hi toh achchi train hai Magadh.
Translate to English
Translate to Hindi

1151 views
0

Apr 17 2014 (18:05)
FIRSTLOVESKSF~
FIRSTLOVESKSF~   24106 blog posts
Re# 1061456-3              
Bhai sirf 2-3 trains hi jaati hai. Ab uske liye dinbhar passengers to baithe nahi rahenge naa. Politicians ko kaho ki aapko vote denge, aur kal dekho Bhopal Shatabdi datia bhi rukegi Sab vote ka khel hai.. Actually Magadh ko extend karne ke bajaye evening 1530 h pe ek passenger chalate upto Ipr aur ek passenger IPR se patna ke liye to jyada fayda hota. Passengers ke rake ki bhi koi problem nahi hoti. As of now, Magadh is running as passenger only from PNBE TO IPR..
Translate to English
Translate to Hindi

855 views
0

Apr 17 2014 (18:38)
s5sahil~
s5sahil~   13529 blog posts
Re# 1061456-4              
Point hai aapki baat mein. But uska fayda GS passengers ko nahi milta, kyunki jab tak linking passenger train PNBE pahunchegi tab tak pf pe lagi hui magadh mein saare GS coaches full ho jayenge. Cuz, abhi bhi large number of janta from India still travels in GS category.
Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy