Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

Deccan Queen - मेरे सपनों की रानी

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 1371927
Posted: Feb 17 2015 (13:16)

2 Responses
Last Response: Feb 17 2015 (14:41)
Rail News
4575 views
1

Other News
NR/Northern
Feb 17 2015 (13:09)   रेलवे ने माननीयों को दिखाया ठेंगा
 

Saurabh   3589 news posts
Entry# 1371927         Tags   Past Edits
रेलकर्मियों की शिकायतों पर नहीं दिया जाएगा जवाब
...
रेलवे ने माननीयों को दिखाया ठेंगा

4856 views
0

Feb 17 2015 (13:16)guest
Re# 1371927-1              
Great decision
Now politicians will not be able to harass railway employee...
Translate to English
Translate to Hindi

5160 views
1

Feb 17 2015 (14:41)
guest   2747 blog posts
Re# 1371927-2               Past Edits
@1371927-1  @guest
sirji aapki baat bilkul galat hai.
1) agar yatriyon ko sahi aur achhi suvidha nahi milegi to iska jimmedar yatri nahi hota railway employees ka hota hai.
2) agar long distance mail/express trains rajdhani / shatabdi / duronto mein saaf safai thik nahi hai to iska jimmedar yatri nahi hota railway employees ka hota hai.
3) agar trains mein khane pine
...
more...
ki cheeze thik nahi hai aur food quality kharab hai ya phir cockroaches kide insects mile to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
4) agar trains ke coaches, compartments, seats, floors, toilets cleans nahi hai to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
5) agar trains ke air condition compartments mein bed rolls, pillows dirty hai to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
6) agar trains ke coaches compartments mein air condition system, bulbs, fans, flush, water taps, nahi chal rahe to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
7) agar trains thik time par nahi chal rahi hai to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
8) agar trains mein crimes, loot, chori, dacoits, riots hota hai aur to iska jimmedat yatri nahi railway employees ka hota hai.
9) agar trains mein yatri ke security ke liye GRP railway police.RPF security nahi to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
10) agar trains derailment, accidents hogayi to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
11) agar trains announcement system thikse sahi information public ko nahi de pata to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
12) agar railway stations, platforms, trains mein saaf safai nahi hai to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
13) agar waiting room, retiring rooms, wash rooms aur toilets dirty hai to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
14) agar railway public helpline mein security issues ke liye phone karne par bhi yatri ke liye railway security nahi aata to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
15) agar online tickets booking system irctc aur train running enquiry system websites kaam nahi kare to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
16) agar railway stations ke train enquiry counter window par koi employees yatri ki help ke liye nahi dikhta to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
17) premium trains mein jyada paise leta hai aur yatri ko phir khane pine ke liye nahi milta aur kabhi kabhi food quality kharab hoti hai to iska jimmedar yatri nahi railway employees ka hota hai.
--------------------------
government ministers ko public election mein vote se chunti hai. minister ka kaam hota hai ke sab baat ki information report railways officials se maange aur public ko apne kaam karne ki report de.
agar railways hi ministers ki baat nahi sunenge to government ministers ko railways employees ke against strict action lena chahiye. public railways tickets kharidke travel karti hai koi free mein nahi travel karti. public ko sahi aur acchi facilties chahiye hota hai jaise cleanlines in raiway stations platforms & trains compartments, good food quality aur water. ab agar railway employees thikse apna kaam nahi karte to public waise kaamchor railways employees ke againt complaints file karti hai. railway employees ko apna kaam sahi tarike se time par karna chahiye jisse public ko koi taklif na ho. isliye government aur ministers ko railway employees se jawaab aur complaints reports maangne ka full adhikar hai. public aur government ministers hi railways ka maalik aur boss hota hai.

Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy