Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

Purulia Express: লালপাহাড়ীর দ‍্যাশে যাবি? চিন্তা কিসের লো? বিকাল বেলা হাওড়া থেকে পুরুল্যা এক্সপেরেস পাবি। - Dip

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 1533260
Posted: Jul 06 2015 (08:04)

26 Responses
Last Response: Jul 26 2015 (14:02)
Rail News
16653 views
5

New Facilities/Technology
NR/Northern
Jul 06 2015 (08:03)   गाजियाबाद-मेरठ के बीच ईएमयू ट्रेन का ट्रायल दस जुलाई को
 

ALLTIMEGREAT~   16 news posts
Entry# 1533260   News Entry# 232437         Tags   Past Edits
बागपत मोदीनगर लोकसभा क्षेत्र के सांसद डा. सत्यपाल सिंह के प्रयास से अब रेल यात्री गाजियाबाद, मोदीनगर-मेरठ रेल मार्ग पर इलेक्ट्रिक ट्रेन (ईएमयू) से यात्रा कर...

21 Posts

8596 views
1

Jul 25 2015 (12:36)
14681fan_sre~
14681fan_sre~   539 blog posts
Re# 1533260-22              
Waise ek baat to hai ki jis speed se mtc-moz doubling ka kaam chal raha hai use dekh ke to yahi lagta hai ki eloco shuru ho na ho par till 2016 end mtc-moz doubling zaroor Complete ho jaayegi......since last 2 -3 years I haven't seen any work done in case of electrification. Tapri sub station ka kaam pichle 3 saal se chal raha hai jo ab tak pura nahi hua.... Iske alawa jaroda nara sub station ka kaam abhi abhi shuru hua hai woh bhagwan jaane kitne saal baad pura hoga. I think railway is waiting for the doubling of mtc-moz-sre.... Tabhi eloco trial karenge. So,abhi 3 saal baad hi eloco shuru ho payega.....
Translate to English
Translate to Hindi

8347 views
1

Jul 25 2015 (13:46)
anu13d~
anu13d~   209 blog posts
Re# 1533260-23               Past Edits
Bhai but Ghaziabad se Meerut tak to alraedy double track h... aur wo bhi electrified... Ye log Meerut k liye to atleast MEMU's chala hi sakte hain na...!!! Sirf platform ki height badhane ka kaam pending h... EMU to start karne ki koshish to kare kam se kam... I know MTC-SRE route k liye to abhi kafi intezaar karna padega :-( Aur ab ye to confirmed hai ki GZB-MB route pe pehle start ho jaayenge elocos..!!
Translate to English
Translate to Hindi

10084 views
0

Jul 26 2015 (08:28)
14681fan_sre~
14681fan_sre~   539 blog posts
Re# 1533260-24              
To run emu between gzb-mtc railway have to increase the height of only guldhar railway station platform as rest of the stations already ok for emu. Bas itna sa kaam bhi nahi kar sakte ye log. Or rahi baat sre tak elocos chalne ki to abhi minimum 2-3 saal lag jayenge. Waise bahot dukh ki baat hai ki sirf gzb-mtc-sre route electrification delay hone ki wajah se lakhon ka diesel waste ho rha hai as from sre to asr, cdg, jat etc route is fully electrified. Also time waste hota hai alag to change locos at Delhi. But who cares....... PHIR KEHTE HAIN RAILWAY LOSS MEIN JAA RAHI HAI.... Arey loss mein jaa rahi hai to hume kyun bta rahe ho hum thoda hi na tumhari jagah kaam pura karenge kaam to tumhe karna nahi hai bas rona hi hai. Hume rakhlo railway mein saare projects time se pure honge..........
more...
KAMCHOR KAHIN KE

Translate to English
Translate to Hindi

10030 views
1

Jul 26 2015 (13:05)
anu13d~
anu13d~   209 blog posts
Re# 1533260-25              
Waise Guldhar k saath saath Muradnagar ka station bhi ground level pe h... here are some pics of Muradnagar rly stn.. Bhai do u have any information regarding Laksar-Haridwar electrification... I think Haridwar tak to kaam kafi pehle se pura ho chuka h... I know Haridwar-Dehradun k liye to abhi tym lagega... Kam se kam Haridwar-Amritsar Jan shatabdi to eloco k saath dikh jaaye.. MTC-SRE pe elocos ko to bhul hi jaao abhi 1 saal k liye... Waise aapko pata hoga ki Lucknow-Sultanpur-Varanasi route bhi single line tha aur is route pe bhi doubling ka kaam chal raha h but fir bhi elocos start ho chuke hain is route pe.. aur Ambala-Chandigarh route pe bhi isi tarah doubling ka kaam chal raha h... Ye log agar chahate to MTC-SRE route pe bhi isi tarah elocos start kar sakte the... but chordo kya faayeda bolne ka.. In ko bahane...
more...
chahiye kaam na karne k.. Ye sab nautanki h.. India mein hazaaro single electrified lines pe doubling ka kaam chal raha h but fir bhi elocos chal rahe hain in sabhi routes pe.. Maine kabhi ni soacha tha ki railway officials is route ko itna ignore karenge.... Bloody Shameless Northern Railway :-(

Translate to English
Translate to Hindi

10055 views
1

Jul 26 2015 (14:02)
14681fan_sre~
14681fan_sre~   539 blog posts
Re# 1533260-26              
Ya, you are right muradnagar or duhai halt ka bhi ek-ek platform ground level pe hai but if they try than can easily be done on time. But only if railway try to do some work. Or laksar-haridwar ka bhi yahi haal hai yaar bas bolte rehte hain kuch karte nahi jabki is route ka kaam bhi kaafi pehle pura ho chuka hai. Arey sabse badi baat ye hai ki upar se hi pressure nahi hai in logo pe jabki sre mein mla or mp dono hi bjp ke hain. Baat ye bhi hai na ki abhi elections 2017 mein hai to is hisaab se up ki yaad 2016 se pehle nahi aane waali kisiko. Abhi sara concentration bihar pe hai agle saal elections jo hain wahan. 2016 mein gzb-mtc-sre, gzb-mb, gonda-gorakhpur etc route pe elocos chala ke hero ban jaayenge. This is all DIRTY POLITICS bhai......
Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy