Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

बाज़🦅 आ रहा है ~ सिलीगुड़ी WDP-4 20000 Series - Niraj Kumar

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 1987722
Posted: Sep 11 2016 (00:09)

2 Responses
Last Response: Sep 11 2016 (10:59)
General Travel
1297 views
2

Sep 11 2016 (00:09)   MFP/Muzaffarpur Junction (8 PFs)
 
Subrat Shrivastava
Subrat Shrivastava   29709 blog posts
Entry# 1987722            Tags  
Vaise to IR apne har project me delay karta hi hai like new train introduce kare me,LHB Rake dene me,CRS inspection karwaane me etc.Par aaj pehli baar Railways ke in do zones ko ECR and NER ko itni tezi se kaam karte dekha hai.BJU-MFP-GKP route electrified hone ke bas 1week baad ek ke baad ek train ko Eloco mil raha hai.Ise kehte hai paisa vasool electrification.Ye to abhi bas shuruaat hai,abhi bhi bohot trains line me lagi hui hai Eloco ke liye.Har 4th day ek train ko eloco mil raha hai.Ye sayad ab tak ke pehle aise zones hai jinhone electrification ke itni jald baad me hi bohot electric trains chalwa di.Jan.2016 me Mfp,Gkp aur is route par Eloco dhoondne se bhi nahi milta tha aur aaj is route pe trains 110kmph se eloco ke saath chal rahi hai.Kabhi bhi is route pe chale jaaye elocos aur elocos express train dikh...
more...
hi jaayegi.Kabhi nahi socha tha ki 1saal ke andar ye route itna develop kar jaayega.Ab jald hi ye route 120mps capable hoga.Hats Off to ECR and NER.

Translate to English
Translate to Hindi

933 views
1

Sep 11 2016 (10:50)
Praveen~
Praveen~   5723 blog posts
Re# 1987722-1              
Bilkul mere dil💕 ki baat khe di aapne
right 👍 utilization of LKO-GKP-BJU mainline electrified route lag hi nahi raha ki abhi 16 din phele yeha electrification pe kaam ho raha tha aur aab back 2 back trains ko eloco mil raha hai...............look this
/blog/post/1987015
Translate to English
Translate to Hindi

917 views
1

Sep 11 2016 (10:59)
Subrat Shrivastava   29709 blog posts
Re# 1987722-2              
Agar Indian Railway apne har projects ko aise hi time pe complete kar lega to kaha se kaha pahuch jaayega.
Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy