Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt

RailCal app

site support

पूजा सुपरफास्ट - हर रोज़ चलूँ मैं तेरे साथ मंज़िल मंज़िल - by Shubham Yadav

Search Forum
<<prev entry    next entry>>
Blog Entry# 331700
Posted: Jan 20 2012 (12:48)

1 Responses
Last Response: Jan 20 2012 (13:00)
1 Followers
3233 views
0

Jan 20 2012 (12:48)   KGG/Khagaria Junction (3 PFs)
 
pankajroybrij
pankajroybrij   10 blog posts
Entry# 331700            Tags  
Jab se dinesh ji rail ka karz bhal sambhale hai tab se niyam to sab thik thak kar diya hai lekin tatkaal ticket pe jo ham jaise aadmiyo ko rok laga diya hai vo galat kiya hai kam se kam yek ticket to ham sab book kar hi sakte hai agar tatkaal ticket yek bhi book nahi kar paye to koi fayda nahi mana ki tickrt ki lakabajari kam hoga phir bhi utna kam nahi hoga ki jitna hona chahiye . bihar se judne vali jitne bhi train hai vo har hamesha late hi hoti is vajah se hamlog ko kitni pareshani uthani parti hai shayad iska aandaja nahi hai . mana train kohre ki vajah se late hoti hai to us samay har root ki train late honi chahiye likin jyadatar bihar ki root pe chalne vali train hi late hoti hai . ab ham yahi kahegen ki hamlogo ki...
more...
aur sabhi yatriyo ki pareshani ko samajhte huye in bato par dhyan diya jaay . DHANYABAAD

Translate to English
Translate to Hindi

2768 views
0
Jan 20 2012 (13:00)
guest   0 blog posts
Re# 331700-1              
shriman - kohre ki maar sirf bihar vaasiyon ke liye alag se nahi padthee. amritsar se lekar kolkata thak padthi hai. chaye kitne bhi badi gaadi ho naam ho sab ka behaal hai. howrah, sealdah rajdhani bhi 9/7 ghante deri se chal rahi hai jiska pratam raaste diye jaate hain. kudrat yeh nahi dekta hain, ye rajdhani gaadi hain, sab ke liye kohra bichadeti hain.
aur ek baat - thodisi parishani train ke chain keechke rokne ki aadat se bhi hoti hai. isiliye aap kripaya yeh mat sochiye aap ka hi taraf train deri se chalti hai. sabhi dishaon se train ki aawagaman mein deri hain.
Translate to English
Translate to Hindi
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Desktop site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy