Meri to samajh ni aata ki ye trains jhansi se chalaane ka matlab kya banta he, me to kahataa hu ki Taj, JHS-BDTS bhi Gwalor se hi chalni chaahiye, agar Gwalior waale Jhansi tak ja sakte he Sampark Kranti, Rajdhanis pakadne to Jhansi waale bhi Gwalior aa sakte he.
Division hone se kya hota he.
Ye division , Junction in sabka patronage se koi nata rista ni hota.